Ankhein bhi kitni ajib hoti hain...
Ek nazar me kitna kehti hain!
Uthti hain jab kisi ke deedar mein...
Khushi badha deti hain kisi ki muskaan mein!
Jhukti hain toh kehlati hai haya...
Kabhi doob jati hain uss samay mein jo chala gaya!
Chup na pata hai unmein vo dard
Chahe koi chupana muskurahat mein agar!
Ansu na chupte hain lakh chupane se...
Dard nahi chupta lakh musurane se!
Aaina hain ye uss chupe hue dar ka...
Zara dekho dhyan se pata chalega apni kadar ka!
Chupi hai vo kahi us sheeshe mein hi..
Kadar hai use pata chalega dhundne se hi!
Khushi,dar,dukh,pyar ye sab dikha jati hain...
Ankhein bhi na jane kya kya keh jati hain!